After finishing my homework today. I decided to give a shot at a noha. So I did so.
Khaak say aankhon ko chupa deta hain
Upar dekhay tau aasman khoon bahata hain
Shaam kay bazaar main chaltay huway girya o buka
Sar un kay khulay huway hain naizon bhi kartay hain naala
Aagay jaaye tau Shaamion bas pathar paik vaatay hain
Upar dekhay tau nok-e-naiza par Baba kay sar par paikhtay hain

Chalwaatay hain un ko beriyaan aur tauq pain kar
Maaray gaye in kay saaray, Hussain, Abbas o Akbar
Choti behen Madinay main tanha bait jaati hain
Upar dekhay tau Akbar ko pukartay jaati hain

Abhi tak paani nahi mila, pyaason ki aas toot gayi thi
Abbas-e-Alamdar tau bhi gaya, Sakina ki mashk letay bhi
Wapas Alam o talwaar tau aaya laikin Alamdaar kyun nahi hain
Upar dekhay tau Abbas kay bazoon main abhi bhi taaqat hain

Ashur par chota bhai jhoolay say gira sun kar Sada-e-Yansurna
Shabbir kay haathon main Asghar nay tau dam he tor diya
Asghar nay teer ka kar bhi wapas agaaya khaymon main
Upar dekhay tau abhi bhi nanna gala chidta hain

Imamon kay bhi dil tarap jaatay hain noha sun kar Akbar
InshAllah sun kar bulayenge udhar jahan un ka dar
Ghaybat kay Imam bhi noha sun kar rotay hain
Upar dekhay tau Ya Hussain ki sada goonjti hain